Dard toh hai bahut bichadne ka tere
Zindagi kam hai is gham ke liye
Mangta hoon kuch mohlat agar Ye bhi kam he padegi
ankhon me utar aayi hai khoon-e-kahaani teri
Wafa ki umeed thi, Jafa se kaam leta hoon
Yeh kaisi khwahish thi ye kaisi tamanna thi
Soch ko rok nahi sakta ye chali aati hai
Saanse bhi dam tod ke kahan jaati hai
Bekarari liye phirta hoon main “ Aashi”
Is gham ka kya illaj hai bata de aye zindagi.