Kya pata tumhe, kya hai yahan
Ye wadiyan aur rut hai jawan
Ye sama tumhe phir mile kahan
Waqt ne kaha chal raha jahan
Chale aao bus chale aao
Dil mein kyun tere, sau sawal hai
Aaj ki to soch, kal nidhal hai
Jiska hai pata, uski baat kar
Jo nahi tera, kya bawaal hai
Chale aao bus chale aao
Ye zindagi, kabhi kisi ki hui
De diya dagha, kab khabar hui
Mar jo gaya, uski sudh budh gayi
Yaad kyun rahe, beet jo gayi
Chale aao bus chale aao
This is a translation of the poem
Just Walk Across, Just Walk! ! !
by
M. Asim Nehal

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *